Shikwa Nahi

Shikwa Nahi Song Download Mp3 by Song 2022. Shikwa Nahi is sung by , music by Amjad Nadeem And Lyrics By Amjad Nadeem. Also It Featured By Jubin Nautiyal.

YouTube video

Shikwa Nahi

Vocal/Singer
Music Comsposer Amjad Nadeem
Lyricist Amjad Nadeem
Artist Jubin Nautiyal
Download Mp3

Shikwa Nahi Lyrics Jubin Nautiyal

Tere bin na raha kabhi
Tere bin na reh sakunga
Tere bin na jiya kabhi
Tere bin na jee sakunga

Toote dil ki awaaz ko sun
Tu sun to sahi
Shikwa nahin kisi se
Kisi se gila nahin
Naseeb mein nahin tha jo
Humko mila nahin
Shikwa nahin kisi se

Tu mil na paaya
Yaadein mil gayi
Teri yaadein mil gayi
Tanhaaiyaan mili hain
Tu na mili mujhe
Tu na miliā€¦

Toote dil ki awaaz ko sun
Tu sun to sahi
Armaan tha humako jiska
Woh khwaab mila nahi
Naseeb mein nahin tha jo
Humko mila nahin
Shikva nahin kisi se

Tujhse judaa hokar jaaun main kidhar
Tere bina jaaun main kidhar
Tadapta hi rahun
Phirun main darbadar
Haaye phirun main darbadar

Toote dil ki awaaz ko sun
Tu sun to sahi
Wo chahaton ka har pal
Ab silsila nahin
Naseeb mein nahin tha jo
Humko mila nahin
Shikwa nahin kisi se