
Mera Dil Ye Pukare (remix)
- filmisongs
- 0
- on Nov 26, 2022
Mera Dil Ye Pukare (remix) Song Download Mp3 by Lata Mangeshkar Hindi Song 2022. Mera Dil Ye Pukare (remix) is sung by Lata Mangeshkar, music by Hemant Kumar And Lyrics By Rajendra Krishan.

Mera Dil Ye Pukare (remix) Song Lata Mangeshkar
Vocal/Singer | Lata Mangeshkar |
---|---|
Music Comsposer | Hemant Kumar |
Lyricist | Rajendra Krishan |
Mera Dil Ye Pukare (remix) Lyrics Lata Mangeshkar
Aaja… aaja…
Mera dil ye pukaare aaja
Mere gham ke sahaare aaja
Bhiga bhiga hai sama
Aise mein hai tu kahaan
Mera dil ye pukaare aaja
Mere gham ke sahaare aaja
Bhiga bhiga hai sama
Aise mein hai tu kahaan
Mera dil ye pukaare aaja
Tu nahin to ye rut
Ye hawa kya karun, kya karun
Tu nahin to ye rut
Ye hawa kya karun
Dur tujh se main reh
Ke bata kya karun… kya karun
Suna suna hai jahaan
Ab jaaun main kahaan
Bas itana mujhe samajha jaa
Bhiga bhiga hai sama
Aise mein hai tu kahaan
Mera dil ye pukaare aaja
* * * * * * *
Andhiyaan wo chali
Ashiyaan lut gaya, lut gaya
Andhiyaan wo chali
Ashiyaan lut gaya
Pyaar ka muskuraata jahaan
Lut gaya, lut gaya
Ek chhoti si jhalak
Mere mitaane talak
O chaand mere dikhala jaa
Bhiga bhiga hai sama
Aise mein hai tu kahaan
Mera dil ye pukaare aaja